10 Best Hindi TV Series All Time – IMDB

10 Best Hindi TV Series All Time - IMDB

10 Best Hindi TV Series All Time – IMDB:-

hum is article main janenge ki aaj tak india ki 10 sabse behtarin hindi tv series kon kon si thi , or iska madhyam hoga IMDB ki rateing. kyonki vahi par hi log sabse jyda, movies ke baare main baate karte hai or vahi un movies or tv series ke liye vote karte hai . to hum ne usi ka adhar liya hai, or ye list banai hai.

1. Mahabharat (1988–1990)

10 Best Hindi TV Series All Time - IMDB
Mahabharat

 

IMDB ke hisab se sabse pramukh sthan 1988 main aai mahabharat ko jaata hai . kyonki isko logon ne 8.9 ki rating di hai . tab ke jamane ki maane to ye tv series sabse behatrin tv series thi, or ya ye kahe ki hai . vaise aapko kya lagata? 

2. Malgudi Days (1986–2006)

10 Best Hindi TV Series All Time - IMDB
Malgudi Days

Malgudi days tv series ki kahe to ye sabse purani tv series main se ek hogi. iska bhi ek jamana tha, or is tv series ke bhi diwane the ya kahe hai, kyonki isko imdb par 9.4 ki rating mili hai . or ye imdb ke 2 sthan par aati hai.

3. Sarabhai V/S Sarabhai (2004–2017)

10 Best Hindi TV Series All Time - IMDB
Sarabhai V/S Sarabhai

sarabhai v/s sarabhai ye tv series 2004 main aai thi , js ne aati hi dhamal macha di thi. ye ek family series thi isi vajh se logon ne bhi isse kafi realte kiya tha , or isse imdb par bhar bhar ke rating di thi , iski rating imdb par hai 8.9 . or ye tisre sthan par aati hai .

4. Ramayan (1987–1988)

10 Best Hindi TV Series All Time - IMDB
Ramayan

ramayan ka dour tha hai or rehega – ye kehna galt nahi hoga. kyonki ramayan series jaise baad main kabhi koi series aaj tak nahi bani . isi vajh se ise imdb par 9 ki rating hai or ye 4 sthan par aati hai .

5. Kaun Banega Crorepati? (2000– )

10 Best Hindi TV Series All Time - IMDB
Kaun Banega Crorepati

koun banega cordpati ye tv series 2000 main shuru hui thi or aaj tak chali aa rahi hai . halaki ab amitabh bachpan ji ne is show ko chod diya hai , kyonki unki ab umr hone lagi thi . lekin iski dhum tv jagat main kafi hai , or isi vajh se ise imdb par 8.2 ki rating mili hai .

6. Chanakya (1990– )

10 Best Hindi TV Series All Time - IMDB
Chanakya

chanaky ye tv series  1990 ke saal main tv par aayi tho or aate hi chah gayi thi . kyon ki iska jo kiradar hai vo bhart main pehle se hi kai famous hai – chanaky . chankay ye tv series ko bhi logon ne khub saraya or ise imdb par 9.3 ki rating mili hai.or ye imdb ke 6 stahn par aata hai.

7. Bharat Ek Khoj (1988– )

10 Best Hindi TV Series All Time - IMDB
Bharat Ek Khoj

bhart ek 1988 ki saal main tv par ayi thi or ye ek historical tv series thi joki us dour main boaht hi kama bana karti thi , or sath hi iski kirdar or story line boaht hi badhiya thi . is karan logon ne ise khub psand kiya or ise 8.9 ki rating dete huye, imdb ke 7 paydan par bithaya.

8. Byomkesh Bakshi (1993–1997)

10 Best Hindi TV Series All Time - IMDB
Byomkesh Bakshi

jasus ki jindagi vaise hi boaht romach se bhari hoi hai , or jyada tar logon ki kwaish hoti hai ki vo bhi kabhi na kabhi jasus ban pate , kahir sabhi yesa nahi kar paate isi liye ve series main apna kirdar dhudhte hai . or yesi ek series 1993 ke dashak main aayi thi . byomkesh bakshi. jo ki ek jasus hote hai . logon ko ye tv series bohat pasand aayi thi , or logon ne is series ko imdb par 9 ki rating di hai .

9. Satyamev Jayate (2012–2014)

10 Best Hindi TV Series All Time - IMDB
Satyamev Jayate

amir khan ne apne jivan main ek hi tv series main kaam kiya hai or vo hai satyamev jayate . jo ki sirf 2 saal chali or vivad ke chalte band ho gayi . lekin logon ko ye boaht pand aayi thi . or logn ne ise imdb par 8.6 ki rating di thi.

10. Devon Ke Dev… Mahadev (2011–2014)

10 Best Hindi TV Series All Time - IMDB
Devon Ke Dev… Mahadev

mahadev par bani devon ke dev mahadev ye tv series 2011 main tv par aayi thi , or yakin mano isne boaht sare recod thod doye the . logon ko ye boaht hi padand aane lagi thi . or isi karan logn ne ise imdb par 9.3 ki rating di thi.

Article By.- Top10.Vikrammarket



Author: admin

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *